Tasbihs
 and Their Meanings in Urdu

 

Yā Allāh

          Ae Allāh.

Yā Wahhāb

          Ae bohot dene wāle.

Yā Ali

          Ae Ali.

Allāhus S&āmad

          Allāh beniyāz hai.

Yā Ali Yā Mūhammad

          Ae Ali ae Mūahammad.

Allāhū Akbar

          Allāh sab se bad(a hai.

Subh&ān Allāh

          Allāh pāk hai.

Alh&amdū lillāh

          Sab tārif Allāh Tālā ke liyeñ hai.

Salwāt

            Ae Allāh trei rahmat rahe Mūhammad sallam par aūr āle Mūhammad par.

Astagfirūllāhā rabbi wa atūbū ilaihi

          Maiñ apne parvardigār Allāh se mūāfi māngtā hūñ aūr ūske huzūr taūbā kartā huñ.

Yā Rahmān Yā Rahim

          Ae bad&e meherbān Ae nihāyat hi rahem karne wāle.

Yā Ali Adrikni Yā Ali Agisni

          Ae Ali meri madad ko pohonch Ae Ali meri fariyād ko pohonch.

Shūkran lillāh wal h&amdū lillāh

          Allāh Tālā kā shūkhar hai aur sab tāriff Allāh Tālā ke liyeñ hai.

Yā Ali tū rahem kar Yā Mowlā tū fazal kar

          Ae ali tū rahem kar ae mowla tū fazal kar.

Yā Hayyūl Qayyūm Yā Ali ūl Azim Yā Sāheb as zamān Yā Hāzar Imām

          Ae hayyāt aūr qāyyam ae azim Ali ae zamāne ke mālik ae hāzar Imām.

Nādi Ali…

          Ali ko pukāro jo ajāeb kā mazhar hai, tūm ūse mūsibatoñ meiñ apnā madadgār pāo ge, har mūsibat har gam dūr ho jāe gā, teri mohobbat aūr vilā ki badolat, ae Ali, ae Ali, ae Ali.